Kabhi Kisi Ka Apmaan nahi kia maine....
Kisi ne bola hai mujhase ki Ignore hone ka sauk ni hai...
Ab kya safai du yaara... Tod dia yaar😥
Khair koi ni... Himmat thi yaar jo ab tut gayi....
Duayen hmesha hai u ke liye....Bht kuchh btana chahta tha yaar...
Ab wapis sab andr rakh lunga..
Hmesha ke liye!!