Wednesday, December 8, 2021

Badal Gaya Wo Ladka

Ye mera Gussa meri majboori hai,

Uske jaisa mujhe koi maanta nahi,

Usse kehna Wo sararti sa ladka boht badal gaya hai,

Rakhta hai apne kaam se kaam.........

Ab kisi ko satata nhi hai :-(



Saturday, November 6, 2021

Chhor Gaye!!

Jab jana hi tha chhod kar hame...
To kyon aaye hi zindagi me...
Kyon aaye hi jab hanth chhodna hi tha...
Mazak ham nahi the aur na hi pyaar hmara...
To kyon is bheed me akela chhod gaye hame...

Kyon thukraya...Kyon MUh Mod liya...
Galti thi ki chaha tujhe khud se zyada...
Thi galti ki socha tujhe khudse zyada...
Saza di tune aur bejaan kar gaye hame...
Jab jana hi tha chhod kar hame...
To kyon aaye hi zindagi me... :Not By Me

Tuesday, January 12, 2021

Hmm Achha hota hai!

Hmm kabhi kabhi bura bann jana achha hota hai,

Hmm kaafi dard hota hai phir bhi achha hota hai,

Hmm kbhi kbhi na chahne wale rishto ko bachana achha hota hai,

Hmm jisko ap pyar krte ho uske liye achha krna sukun deta hai.

Hmm kabhi kabhi bura bann jana achha hota hai!

#King♚


Mai Aur Mera Takiya

Takiya bheeg gya mera khaare pani se.... Jabse alag hua hai wo kirdar meri kahani se... Yhan mai kisi aur ladki se najaren bhi nahi mila pa ...