Nahi Malum ki wajah kya rahi bichhad jaane ki hamare......
Par behad khubsurat tha jo bhi tha darmiyaan hamare.....💔
Nahi Malum ki wajah kya rahi bichhad jaane ki hamare......
Par behad khubsurat tha jo bhi tha darmiyaan hamare.....💔
Usne bass baat karna band kar dia....
Mai kitna roya.... Kitna tadpa....
Kitne din mujhe neend nahi aayi....
Es baat se use koi matlab nahi....
Lekin koi nahi.....Khush raho yaar!!
Jaooooo!!
Kabhi Kisi Ka Apmaan nahi kia maine....
Kisi ne bola hai mujhase ki Ignore hone ka sauk ni hai...
Ab kya safai du yaara... Tod dia yaar😥
Khair koi ni... Himmat thi yaar jo ab tut gayi....
Duayen hmesha hai u ke liye....Bht kuchh btana chahta tha yaar...
Ab wapis sab andr rakh lunga..
Hmesha ke liye!!
Takiya bheeg gya mera khaare pani se.... Jabse alag hua hai wo kirdar meri kahani se... Yhan mai kisi aur ladki se najaren bhi nahi mila pa ...